Podcasts by Category

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.

In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.

How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?

To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information.

Where to Listen to Ask Mufti Tariq Masood

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms.

📧 For Business or Copyright Inquiries: contactsofion@gmail.com


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

577 - Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood
0:00 / 0:00
1x
  • 577 - Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood

    (0:00) Intro

    (0:17) Sharab bada gunah hai ya sood?

    (2:46) Aisi app ka istemal?

    (3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah?

    (7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to?

    (7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai?

    (9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai?

    (10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga?

    (11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum?

    (13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana?

    (13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein?

    (17:03) Game developing mein tasveer banana?

    (17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare?

    (32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge?

    (33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to?

    (34:35) Agar ghar walay love marriage ke liye razi na hon to kya karein?

    (34:49) 23 saal ka rozgar wala naujawan shadi kaisay kare agar apna ghar / gari na ho?

    (35:53) Female cousin se shadi mein walidain rukawat hon to?

    (36:40) Gunahon ka ehsas khatam ho jaye to?

    (38:05) Qasam ka kaffara?

    (38:33) Samandari badi machhli chhoti machhli ko zinda kha le to uske shikar par chhoti machhli ka fiqh Hanafi mein kya hukum?

    (39:44) Kya Ghazwa-e-Badr Islam ki pehli jang thi?

    (39:49) Qaza namazon mein farz aur sunnat ka hukum?

    (41:51) Zalim hukmaran ke khilaf ulama khamosh kyun?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Wed, 21 Oct 2026 - 44min
  • 576 - Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

    (0:00) Intro

    (0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana?

    (2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana?

    (5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye?

    (8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain?

    (12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein?

    (19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta?

    (25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to?

    (28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to?

    (29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to?

    (34:08) Ba-asar Pakistani ulama

    (36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko bachpan ke sadmon ki wajah se shadi aur mardon par trust khatam ho chuka ho) kya kare?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Wed, 14 Oct 2026 - 43min
  • 575 - Masail Ka Hal - 513th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

    (0:00) Intro

    (0:06) Mobile mein Qur’an parhna?

    (0:13) Nokri mein haram aamdani ho to?

    (0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai?

    (1:36) Taweez pehnana shirk hai?

    (2:54) Istikhara har kaam se pehle?

    (3:44) Teen talaq aik sath dena?

    (6:20) Message par talaq?

    (6:42) Nabaligh bachay ka nikah?

    (9:22) Darood Sharif kis waqt parhein?

    (9:40) Qareebi masjid mein namaz?

    (10:35) Khwab mein murday dekhna?

    (10:50) Ghar mein tasveer lagana?

    (11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai?

    (12:29) Surma lagana sunnat hai?

    (13:30) Make-up mein namaz?

    (14:04) Kafan ka rang safed hona lazmi hai?

    (14:50) Mayyat ko dua pohanchti hai?

    (15:17) Marne ke baad rooh wapas aati hai?

    (15:34) Kya Allah ko dekhna mumkin hai?

    (15:54) Ghair Muslim ka janaza attend karna?

    (16:45) Masjid mein zakat dena?

    (16:48) Juma ki khaas ibadat?

    (17:22) Surah Fatiha har rakat mein?

    (17:57) Baghair wazu masjid jana?

    (18:00) Co-education school mein parhna?

    (18:43) Ghar mein jamaat kara rahe hon to azan dena?

    (18:57) Har dua qabool hoti hai?

    (19:18) Khwab mein Nabi ﷺ ko dekhna haqeeqat hota hai?

    (20:25) Witr 3 rakat ya 1?

    (21:30) Sagay bhai ko zakat dena?

    (21:33) Madina janay ka sawab?

    (22:47) Azan ka jawab dena zaruri hai?

    (23:17) Pareshani Allah ki aazmaish hai?

    (23:37) Islam mein depression ka ilaj?

    (25:41) Pareshani mein rona gunah hai?

    (26:18) Masjid mein mobile ka istemal?

    (26:28) Kya duaon se qismat badal sakti hai?

    (27:13) Maqam-e-Ibrahim par namaz?

    (27:23) Hijab sirf sar dhankna hai?

    (27:34) Ghair Muslim ko zakat dena?

    (27:45) Aurat ka janaza mein jana?

    (27:54) Rizq mein tangi gunahon ka asar hai?

    (29:00) Istikhara ka khwab?

    (29:13) Jannat mein aurat ko duniya wala shohar milega?

    (29:52) Aurat ka halat-e-nifas mein azan ka jawab dena?

    (29:59) Aisa wazu theek hai?

    (30:06) Namaz-e-janaza mein Fatiha sunnat hai?

    (31:51) Nabeena imam ki imamat?

    (32:12) Aisi talaq ka hukum?

    (32:22) Fiqhi masail mein aik imam ko follow karna?

    (33:24) Rozay ka kaffara?

    (33:47) Online app par ijab o qabool?

    (34:18) Kisi ki zameen par zabardasti qabar banana?

    (34:34) Male doctor se aurat ka ilaj?

    (34:38) Zohar mein Maghrib ki niyyat kar li to?

    (34:47) Fasiq ki imamat?

    (34:59) Dauran-e-tawaf mobile par Qur’an sunna?

    (35:31) Zakat ka maal masjid ke bathroom mein lagana?

    (35:53) Azan ke dauran khana peena?

    (35:56) Aisa shohar zalim hai?

    (36:11) Nabaligh ki virasat ka hukum?

    (36:31) Ghair Muslim walidain ke liye dua?

    (36:35) Jaan boojh kar qaza namazon ki muafi?

    (37:26) Fiqhi masail mein jamhoor ki raaye ikhtiyar karna lazim hai?

    (38:01) Mayyat ke kafan ka kapra safed hona lazmi hai?

    (38:07) Biwi ke ilaj ka kharcha?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Wed, 07 Oct 2026 - 39min
  • 574 - Masail Ka Hal - 512th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

    (0:00) Intro

    (0:02) Be-aulad khala ki virasat ki taqseem?

    (0:39) Ma’azoor larki ki shadi?

    (6:29) Lucky draw mein hissa lena?

    (6:37) Sirf aik ghar sab ki gas apni pressure machine se ghair qanooni le to?

    (8:46) Kashti walay ka haq dair se ada karna yaad aaye to?

    (9:07) Walidain aur rishtedaar saadgi se shadi par naraz ho jayein to?

    (10:00) Agency mein IT ke aisay job contracts ka hukum?

    (12:09) Tailor ke liye izafi raqam khud rakhna?

    (12:44) Qadiyani ke kunwain se pani peena?

    (13:14) Sharab ki aisi jagah namaz?

    (13:35) Zakat ka masla?

    (14:20) Family mein shadi ke liye walidain rukawat hon to larki wali ki ijazat ke baghair nikah kar le?

    (15:31) Shohar se biwi ke taalluqaat sahih hon lekin khwab mein kisi ke sath na-jaiz taalluq dekhein to?

    (16:26) Unmarried taya ki virasat ki taqseem?

    (17:03) Pak Army, Air Force, Navy mein jana?

    (18:51) New Muslim ke liye asaan Urdu masail / hadees ki kitab?

    (19:56) Kisi ko 5 lakh ki raqam par aisa munafa jaiz hai?

    (21:18) Masjid mein kursi par baith kar namaz parhna?

    (23:03) La-ilmi ki wajah se namaz mein Surah Fatiha aisay parhi to?

    (23:49) Menses ki aakhri hadd agar 10 din hai to ghusl kab karein?

    (24:51) Buri nazar se toba par muafi?

    (26:16) Namaz ke har sajde mein taadad taaq hona lazim hai?

    (27:25) Kirayedar ka aisa ghasab?

    (28:34) Apne dimagh ko fohash khayalat aur masturbation se kaisay door karein?

    (31:40) Agar kisi ko 30 din tak bleeding ho to paak kab hogi?

    (33:22) Business promotion ke liye female influencer?

    (35:47) Sunnat namaz ki qaza kyun nahi?

    (37:20) Shohar agar biwi ko akelay Umrah / safar par na le kar jaye to?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Wed, 30 Sep 2026 - 39min
  • 573 - Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

    (0:00) Intro

    (0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna?

    (1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein?

    (3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah?

    (5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana?

    (7:32) Namaz mein hansi aa jaye to?

    (7:55) Spot trading?

    (8:13) Tobacco / cigarette business?

    (8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon?

    (8:52) Virasat ki aisi taqseem?

    (9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz?

    (10:10) Duty hours mein tilawat?

    (10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom?

    (14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qur’an bechna hai?

    (15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel?

    (16:16) Qaza-e-umri?

    (16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna?

    (18:41) Aisay shakhs ko zakat dena?

    (20:23) Attahiyat mein ungli?

    (20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah?

    (21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu?

    (22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz?

    (22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference?

    (23:51) Virasat ki taqseem aur qarza?

    (25:27) Aisi qura’andazi?

    (25:50) Walidain vs nikah?

    (26:47) Zakat ki tareekh badal sakti hai?

    (27:12) Chhup kar nikah?

    (28:03) “Faryal Gul” naam ka bachi par asar?

    (28:34) Sutrah ki hadbandi? Namazi ke aagay se guzarna?

    (29:26) Agar qarz dene wala maaf kar de to?

    (29:36) Safar mein qasar?

    (30:45) Butt ke sath li gayi pic social media par share karna?

    (32:05) Meher mein sona rakhna?

    (32:30) Dammam, Riyadh ke distance mein qasar namaz?

    (33:05) Zameen ki milkiyat apne naam karana?

    (33:50) Jahaiz dene ke baad virasat ka hissa na dena?

    (35:15) Janazay mein taakhir karna?

    (36:09) Is baat par iman lana zaruri hai?

    (36:30) Peshab mein ehtiyat na karne se azaab-e-qabar ke waqia ki haqeeqat?

    (37:50) Bank account ki online payment ka commission sood hai?

    (38:49) Aisa sadqa?

    (39:30) Doosri biwi ke sath aisa sulook?

    (41:54) Walidain ki zindagi mein aulaad hissa mange to?


    To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Wed, 23 Sep 2026 - 42min
Show More Episodes