Nach Genre filtern

Nawa-e-Sahar Urdu poetry

Nawa-e-Sahar Urdu poetry

Hasan Mizaj Toosi

Podcast For Urdu poetry lovers. Recited by Hasan Mizaj Toosi

1 - Tanhai- Faiz Ahmad Faiz. Nawa-e-Sahar S01E01
0:00 / 0:00
1x
  • 1 - Tanhai- Faiz Ahmad Faiz. Nawa-e-Sahar S01E01

    Tanhaee by Faiz Ahmed Faiz Voice- Hasan Mizaj Toosi Phir koi aayaa, dil-e-zaar! Nahin, koi nahin Rah’ro hoga, kahin aur chalaa jaayegaa Dhal chuki raat, bikharne lagaa taaron ka ghubaar Ladkhadaane lage aiwaanon mein khwabda chiraag So gayee raastaa tak tak ke har ik rahguzaar Ajnabi khaak ne dhundlaa diye qadmon ke suraagh Gul karo shammein! Badhaa do mai-o-meena-o-ayaagh Apne bekhwaab kiwaadon ko muqaffal kar lo Ab yahaan koi nahin, koi nahin aayega

    Mon, 24 May 2021 - 00min