Filtrar por gênero

Osho Ke Rang

Osho Ke Rang

Manoj Agarwal

Osho Ke Rang Ek show, jo philosophy ko chai pe hone waali baat jaisa banata hai. Osho ke naam ke saath bahut kuch judta hai — controversy, curiosity, aur bahut saare misconceptions. Yeh show unke baare mein nahi hai. Yeh show hai un ideas ke baare mein — jo unhone diye, aur jo aaj bhi utne hi sharp hain jitne tab the. Har episode mein, ek hi idea. Simple, seedha, bina lecture ke. Pyaar, gussa, dhyan, azaadi, maut ka darr — woh sab kuch jo humari roz ki zindagi mein chhupa hota hai, lekin hum kabhi ruk ke dekhte nahi. 5-8 minute ka har episode. Koi jargon nahi, koi gyaan-ki-class wala tone nahin.

13 - Log sochte hain Osho xxx ke against the, ya sex ke fan the. Dono galat hain OSHO Ke Rang SE 04 EP 08 8.
0:00 / 0:00
1x
  • 13 - Log sochte hain Osho xxx ke against the, ya sex ke fan the. Dono galat hain OSHO Ke Rang SE 04 EP 08 8.
    Sun, 25 Oct 2026
  • 12 - Sambhog Se Samadhi Ki Ore | Osho Ka Ek Vivadit Vichaar Ko Samajhna Zaruri Hai | Osho Ke Rang
    Sat, 17 Oct 2026
  • 11 - Osho Ke Rang | Osho Ki Kahaniya | Sher Jo Bhed Ban Gaya - SE 05 EP 03
    Thu, 15 Oct 2026
  • 10 - Osho Ke Rang | Osho Ki Kahaniyan | “Chaabi Wahan Nahi, Jahan Roshni Hai” | SE 05 EP 02
    Thu, 15 Oct 2026
  • 9 - Osho Ke Rang | Osho Ki Kahaniyan | Khaali Pyala - SE05 EP01
    Thu, 15 Oct 2026
Mostrar mais episódios